eshajam said:greaaaaat
~tasha~ said:
KING OF JB said:Wow Very nice MB
Miss mine said:
nice
friend_16 said:
friend_16 said:
and for the intro of fragi .. yahaan k aik old member hein .. infact kaafi ziada rasta tay ker ker admin tak ban gaiy thay phir pata nahi kyun chalay gaiy .. bohat achi posts keen, topics banaay, kaafi helpful aur friendly thay .. aur.. agar vote nahi kerna tu bhee app ki marzi..
pata chal gia MayBE?
Gee-Z said:itni acchi wife sirf sahri pay kush meri wali ko tou asman bhi la doo phir bhi moun pay 12 he bajy rethy hain
Ayesha said:aur mujhay mili....
aik adad black saarhi un ki taraf say
hamari mangni ki pehli saalgirah pey
per main nay unhain thanx he nahi kaha
saarhi he daikhnay main lag gai
~tasha~ said:
May Be said:Hold fast to dreams
For if dreams die
Life is a broken-winged bird
That cannot fly.
Hold fast to dreams
For when dreams go
Life is a barren field
Frozen with snow.
QUEEN VICTORIA said:
~CHANDNI~ said:
Darkjal said:Notbad keep it up!!
Ashii said:yaaarrrrrrrrrr
kufr k fatwe itne araam se nahi de diya karooooo mere bachoo
kuch to Khuda ka khauf karoooo
kal ko aap kaho ge k "do jahano ka mailk" kehna bhi kufr hai
kyun k iss mei Allah ki baki siffat nahi aati
Allah kehna behtar hai, par baki naam se pukaarne mei bhi koi burai nahi.. Khuda, upper wala, Rehman, Raheem....
yeh sab ussi k naam hein,,
bazu is abs right,,,
aap k hisab se to kaaba ya masjid ko Khuda ka ghar kehna bhi kufr hua kyun k Allah ki zaat kissi jaga ki paband nahi hain
aap ne aik achi baat batane ki koshish ki,, this is great,, i agree ALLAH kehna hi behtar hai
par itna araam se aap ne upper wala kehna ko kufr keh diya
i dont like it
Bazigaar said:
May Be said:i guess ap nay iman-e-muajamil ka tarjuma parhnay ki zarorat mehsos nahi ki. us mai zuban aur dil donon sai iqrar ki baat ho rahi hai. ap zuban sai kahain oper wala to chahay ap kay dil mai ho jo bhi niyat ho zuban kay iqrar mai "oper wala" a raha hai.
jab mae zubana se keh raha hoon ooper wala, dooo dil mae bhi neeyat yehee hae ooper wala...
BUT...na zaban se na he neeyat mae i am saying k oooper wala aur sirf ooper wala...i am not limiting God's presence am I?
jab hum namaz parhtay hain to ka'aba ke taraf he kiyoon sajda kertay hain....kiya Khuda har jagah mojod nahi hae? to phir sirf Ka'aba ke taraf sajda kerna Khuda ke har jagah honay ke nafi nahi kerta? kiya Ka'aba ko Khuda ka ghar kehna es baat ke nafi nahi hae k Khuda har jagah rehta hae?
answer is..no...cuz we r not saying specifically that Khuda lives ONLY there...esee tarah...when someone says ooper wala...he is not saying God is only ooper...not limiting...
well, this is all i gotta explain...sab ke apni apni samajh hae...either way...peace